WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

Islamisg0od - Topics
Create Your Own App Store

* Islamisg0od > Topics


Subject: : : Islamic Sharing : :
Replies: 11 Views: 1106

aftab_kn 5.11.11 - 10:28am
YVB1DNF6GM1W1UyXpJuN.gif ..

Spread these beautiful advices of Islam everywhere .. *

aftab_kn 5.11.11 - 10:32am
1.Allah dekar b aazmata he aur
le kar b.
2.Gunaah me lazzat zaroor he
magar sukoon nahi.
3.Baat alfaaz ki nahi lehaje ki
hoti he.
4.Kisi ke bare me bura mat
socho, ho sakta he k wo ALLAH
ki nazar me tumse behtar ho.
5.Insaan bimari k dar se khana
to chod deta he, magar
akhirat k da*se gunah karna
nahi ..
6.Insaan nek baat sun to leta
he magar aage pahochana
zaroori nahi samjta ? .. *

best7373 5.11.11 - 11:18am
(Azan ki fazilat) j0 shaks azan ka 1 jumla sun k usy d0hrae t0 us k Nam_e_Amal me 2 lakh neliyan likh di jati hain...or j0 k0i d0sre k0 btaye t0 us k Nam_e_Amal me 30 lakh nekiyan likh di jati hain..Qyamat k din t0 insan 1 neki k liye trse ga..jab tak ye msg frwd h0ta rahe ga muje or ap k0 es ka ajr milta rahe ga... *

best7373 5.11.11 - 11:26am
*What iz QURAN*...ALLAH ki kitab j0 p0ori dunya ki Sardar....Kitab k0 laane wala..JIBRAIL..(A.S)..J0 Farisht0n ka Sardar,..jis par utra w0 Nabiyon ka Sardar..M0HAMMAD(S.A.W.W)..Jis Ummat par utra wo ummat0n ki Sardar..MUSALMAN...Jis shehar main utra W0..shahr0n ka Sardar..MAKKAH, MADINA..jis maheene main utra wo Maheen0n ka sardar..Ramzan...Aur jis Rat Mukammal hua w0 Rat0n ki sardar..Shab_e_Qadar ye hai wirasat hamari Apni d0st0n ko gift kije... *

aftab_kn 6.11.11 - 02:15am
6 Baten 6 Baten ko khatam kar
deti he,

1, sorry ~ galti ko,

2, dukh ~ zindagi ko,

3, gussa ~ rishte ko,

4, khushi ~ dukh ko,

5, sath ~ gam ko,

6, dhokha ~ rishteko.. *

aftab_kn 6.11.11 - 02:16am
4 CHIZO KI HIFAZAT KIYA
KARO..

1) Namaz me DIL ki,

2) Tanhai me NAFS ki
,
3) Mehfil me ZUBAN ki
,
4) Raaste me NIGAH ki, *

aftab_kn 6.11.11 - 02:17am
Quran - pak ki aayat h jiska
manqul h k woh sone ki ek
takhti thi , e sat satre likhi
hui thi , jinka tarjama yah H ..

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jo Mout ko janta ho Phir bhi
hasen,

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jo yah janta ho k Duniya aakhir
ek din Khatma hone wali H Phir
bhi usmein Ragbat kare,

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jo yah janta ho k har Chij
muqqadar se H Phir bhi kisi
Chij k jaate rehne par Afsos
kare, Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jisko Aakhirat mai Hisab ka
Yaqin ho Phir bhi Maal jamaa
kare,

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jisko Jahannam ki Aag ka Ilm
ho Phir bhi Gunah kare,

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jo Allah ko janta ho Phir kisi
Aur Chij ka Zikr kare,

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jisko Jannat ki khbar ho Phir
Duniya mai kisi Chij se Raahat
pae, Baaz Nuskho mai yah bhi H k

Mujeh ta'ajub H uss sakhs par
jo Saitaan ko dusman samje
Phir bhi uski Ita'at kare .. *

aftab_kn 6.11.11 - 05:46am
Do you know what is the meaning of EID ?
7WLCI2RYUDFyHNT9lzEF.gif
Eid is the combination of 3 meaningful words
E - Embrace with open heart

I - Inspire with impressive attitude

D - Distribute pleasure to all
~Eid Mubarak~ All ..
7WLCI2RYUDFyHNT9lzEF.gif..shake.GIF..hug.GIF..shake.GIF..hug.GIF..shake.GIF.. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:13am
Namaj chhod ne par Nuksan
kya hai ? ...

Fazar ki Namaj :
Chhod ne se Chehre ki Ronak
Khtm ho jati hai ..

Zohar ki Namaj : Chhod ne se Rizq mai Barqat
Khtm ho taji hai ..

Asar ki Namaj :
Chhod ne se Tandurusti Khtm
ho jati hai ..

Magrib ki Namaj : Chhod ne se Aoulaad
naafarman
ho jati hai ..

Isha ki Namaj :
Chhod ne se Nind ki Raahat
Khtm ho jati hai .. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:15am
Duniya : K liye itni mehnat kar
jitna tuje yahaan rehna hai ..

Aakhirat : K liye itni mehnat
kar jitna tuje wahaan rehna
H ..

Gunaah : Itna kar jitna tujme
Aazab sehne ki taaqat hai ..
Shirf : Uss jaat se maang jo kisi
ka Mohtaaz nahi hai ..

Jab : Tu gunaah kare to aisi
jagah ja jahaan tujeh Allah na
dekhien .. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:18am
Aaj hisab dene wala gaafil he... Par hisab lene wala gafil nai... Waqt ko ganimat samjho.....AAJ AMAL HE HISAAB NAHI.... KAL HISAAB HOGA AMAL NAHI..... *

aftab_kn 17.11.11 - 03:57am
Aaj hum Jawano ko
JAHANNAM ka KHOUF nahi ..

1) Jisne Takhno se niche IJAR
latkaai woh JAHANNAM mai
jayega .. ( Bukhari, muslim,
nasaai, abudaud)..

2) Allah ta'ala Qayamat ke din
is Aadmi ki taraf NAZARE rahmat bhi nahin farmayega ..
( Bukhari, muslim, tirmizi,
nasaai, abudaud )..

3) Ek sakhs ne apni IZARON ko
takhne se niche latkaya tha
Allah ta'ala ne usko JAMIN mai dhashaan diya aur Qayamat
tak dhashtaan rahega..
( Bukhari, muslim, nasaai )..

4) Takhne niche IZAR latkane
wale ki NAMAZ kabul nahin
hoti.. ( abu daud )..

5) SHBEBARAAT mai taman
logon ki Magfirat hoti hai
siway chand Aadmiyon ki,
usme se ek Takhno se niche
IZAR latkane wala hai..
(Bayhaqi, kanzul umman )..

6) Baijma - e - ummat Takhne
se niche IZAR latkana manmua
hai.. ( fathulbaari )..

7) Isme AOURTON ki
mushabahat hai Aur AOURTON
ki mushabahat HARAM hai..
( fathulbaari )..

8)) Isme FUZUL KHRCHI hai Aur
FUZUL KHRCHI Haram hai ..
( fathulbaari )..

9) Isme jamin ki NAlagne ka
IMQAAN hai .. ( fathulbaari)..

10) yeh ek aisa GUNAH hai ke
Insan har waqt usko apne sath
lekar Chalta hai .. *


* Reply
* Islamisg0od Forum


Search:
topics replies


* Islamisg0od

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store